We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Daastan

by The Engineers Band

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $3 USD  or more

     

1.
Manzil 03:52
Ooo naadan parindey tu kaha ud chala Teri ye zamee hai, hai tera hi aasama Tu pankh phailaye kya sooche mere yaar Manzil door hai koi saathi nahi hai yaha…. Mushkilein bohot aayeingi in raaho mein Chutega bohot kuch aayeinge aansu in aakho mein Tutana na padhna dheeme yaar Manzil door hai koi saathi nahi hai yaha Badh chal in raaho par ; Kar haasil jo hai tera Pal pal ko jod tu Bana har lamha apna Kar zidd chod piche ji har wo sapna Jo dekha band aakho se kar le tu aapna Badh chal in raaho par; Kar haasil jo hai tera Badh chal in raaho par; Kar haasil jo hai tera Pal pal ko jod tu Bana har lamha apna Hoooo…. hoooo… Hoooo… hooo… hooo… hooo…
2.
Bezubaan 04:41
Boondein boondein hai yaha Khoon ki nadhiyo main behte saathi yahan. Zakhmo se gard haathi nhi Dil ke ziyan se mehfil Hat-ti nhi. Sharminda baashar yahan Reh gai bs dayar yahan Kaamran ho gaya nafrat-e-jahan Kaamran ho gaya nafrat-e-jahan Raste chauraste chal wahan Zindigi bebak ho jae jahan Takmeel kr meri dua Zaya na ho meri, meri wafa Sharminda baashar yahan Reh gai bs dayar yahan Kaamra ho gaya nafrat-e-jahan Kaamra ho gaya nafrat-e-jahan Ab to kuch bolde Ooo bezubaan (*4)
3.
Khamoshi 04:57
Lyircs:- Kyun? Main toota sa andar hi bikhra hua kyun? Main duniya ki maya mein uljha hua Yeh jeene ka haq bhi mujhe hai Q nazron mein girsa gaya taajub sa hone laga hai k kab se main khamosh thaa Jalta hoon andar hi andar main yeh kaisi aaga hai rooh ka parinda na maane bad-dimaag hai chorus: Khamoshi se Jo tu raha Kar jaayega tuu khud ko fanaa Maine suna tha k aye khuda tu paasbaan hai kar muntajaa Kyun kacche dhaage pe rishton ki dor kyun saaf hai kaanch sa dikhta kuch aur yeh jeene ka haq bhi mujhe hai kyun nazron mein girsa gaya taajub sa hone laga hai k kab se main khamosh thaaa Jalta hoon andar hi andar main yeh kaisi aaga hai rooh ka parinda na maane bad-dimaag hai Chorus repeat x 1
4.
Maahi Re 05:41
Verse : Achaa hai jo saath nhi hum Ghut ghut ke jeene se achaa kush rhy hum Parchaye si rhyti ho sang mere Kho jaane do andhro main tum Chorus : (Nahi jeena sang tere maahi re Nahi jeena sang tere) (x2) Nahi jeena sang tere Verse : Shukriya kru ya harzana bharu Ke rhyte ho har jgha tum Milna ho kismat main jo Mil jaenge hum Pre chorus : Hifazat se ho tum Dil main mere mein kese khaun Tum hokr na ho kyu Tum mere Bridge : Hai faasle duriyan Ke rhy jane do Ke ab rhyna hai juda Chorus: (Nahi jeena sang tere maahi re Nahi jeena sang tere) (x4) Nahi jeena sang tere

about

The album is about the journey of the life of a person who has lived his life on the terms of other people. He was doing everything to fit in this corporate world where he didn't find any recognition and attention, which he was looking for. Stringing betrayal, molest, fooled by the system, losing the loved one and many incidents like these we have brought you DAASTAN...Story of Lies

credits

released February 12, 2020

MIXED AND MASTERED BY VISHAL SHARMA

THE BAND:

Gaurav Parida - Vocals/ Acoustic Guitar

Ayush Rastogi - BASSMAN

Shafi Andy - GUITARS

Nehul Swaroop - DRUMS

license

all rights reserved

tags

about

The Engineers Band Noida, India

With members coming from different states of the country with individual rock, Bollywood and classic rock taste. We have come up with our debut EP Daastan. Come join us in the journey of life where we get Love and lose our beloved, where anger speaks with rage, where love for family is eternal and where the shattered heart breaks make no noise. Come Let's Share A Life!! ... more

contact / help

Contact The Engineers Band

Streaming and
Download help

Report this album or account

If you like The Engineers Band, you may also like: